Test post

Testing

313 As-Haab e Badar ki Shaan(17 Ramzan)

??????????????????????????????
?Nihattey be saro saamaan, bhooke aur thakey-haare

Ke mil kar teen sau tera(313) jawaan-o Pir thay saare

?Ye Laskhar saari dunya se anokha tha nirala tha

Ke Is lashkar ka Afsar Ek Kaali Kamli Wala(SAW) tha

?Safain baandhey khadey thay saamne Eamaan waaley bhi

Khuda waale Muhammad(SAW) Waale bhi, Quran waale bhi

?Agar che Arsh paima himmat Mardana thi in ki

Faqeeraana tha maslak waz’a Darweshaana thi in ki

?Thay in ke paas do(2) ghode che(6) zarhain aat(8) shamsheerain

Palatne aaye thay ye log dunya bhar ki taqdeerain

?Na Teg o teer par takiya na khanjar par na bhaaley par

Bharosa tha toh Ek Saada si Kaali Kamli Waale(SAW) par

?Na Masjid mein na Baitullah-ki Deewaaron ke Saaye mein

Namaz-e Ishq Adaa hoti hai talwaaron ke saaye mein
(By: Hafeez Jalandhari)
??????????????????????????????

EId ul Fitr

Allah ki Janib se NOOR Aaya

Rasool Allah SAW Saarey Aalamon ki Jaan Hain

Hazrath Tipu Sultan RA Real Story

Ghous-e Aazam RA ke Ehsan Part 6

Ghous-e Aazam RA ke Ehsan Part 5

Ghous-e Aazam ke Ehsan Part 4

Ghous-e Aazam ke Ehsan Part 3